نعت کی خوشبو گھر گھر پھیلے
1338 results found with an empty search
- TERI REHMATO KA DARIYA SARE AAM CHAL RAHA HAI
Teri rehmato ka dariya sare aam chal raha hai Mujhe bheek mil rahi hai mera kaam chal raha hai Mere dil ki dhadkano me hai Shareek naam tera Isi naam ki badaulat mera kaam chal raha hai Tere maste nazar se hai bahar maikade ki Wahi mai baras rahi hai wahi jaam chal raha hai Yeh karam hai khaas tera ke safina zindagi ka Kabhi subah chal raha kabhi shaam chal raha hai Usse chahati hai duniya usse dhundti hai manzil Rah e Ishq e Mustafa me jo gulam chal raha hai Mere Daman e Gadhai me hai bheek Mustafai Isi bheek par toh Qasim mera kaam chal raha hai
- BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR
Batil Ke Jab Jab Badle Hai Tevar Aaya Hai Tab Tab Meri Zaban Par Naara E Takbeer Allaho Akbar Pyaare Nabi Ne Jina Sikhaya Bakhuda Insan Hum Ko Banaya Pehnaya Aklaq O Iman Ka Zevar Naara E Takbeer Allaho Akbar Khud Bhi Jiyo Jinedo Sabhiko Iza Na Pahuchao Khud Se Kisiko Islam Ka Yahi Darse Munauwar Naara E Takbeer Allaho Akbar Siddiq O Faruq O Usman O Haidar Ashabo Azvajo Shabbir O Shabbar In Sab Ka Ehsan Hum Sab Ke Upar Naara E Takbeer Allaho Akbar Baghdadi Mehkhana Chalta Rahega Ajmeri Pyaala Chalakta Rahega Noori Miyan Denge Barkati Sagar Naara E Takbeer Allaho Akbar Mizan Par Aaqa Hum Ko Bachaiyo Daman Me Apne Hum Ko Chupaiyo Itna Karam Ya Shafa E Mehshar Naara E Takbeer Allaho Akbar Rahe Khuda Me Ghar Ko Lutaye Deen E Nabi Pe Sar Ko Kataye Uqba Ki Daulat Lute Bhar Bhar Naara E Takbeer Allaho Akbar Sacche Sada Aqval Hamare Side Sada Aamal Hamare Tab Hoga Rab Meherban Hum Par Naara E Takbeer Allaho Akbar
- MOJZA MERE NABI KA
Mojza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Ap Ne Qatre Ko Dariya Keh Diya Toh Ho Gaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Haat Me Talwar Lekar Aaye Jab Hazrat Umar Aa Mere Daman Me Aaja Keh Diya Toh Hogaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Aap Dida The Ba Waqte Asre Jab Hazrat Ali Dube Suraj Ko Nikalja Keh Diya Toh Ho Gaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Masjid E Nabavi Me Ghar Se Aap Ke Mimbar Talak Aap Ne Jannat Ka Tukda Keh Diya Toh Ho Gaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Mustafa Ko Hai Khuda Se Pyaar Kitna Dekhiye Khana E Kaaba Ko Qibla Keh Diya Toh Ho Gaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya Naam Lekar Mustafa Ka Haat Me Lekar Kalam Mai Ne Ajmal Ek Qasida Keh Diya Toh Ho Gaya Mohjza Mere Nabi Ka Keh Diya Toh Ho Gaya
- NAAT BY HAZRAT ABU BAKR “AL-SIDDIQ” (R.A.)
Khindaf kay behtarein farzand per aansoo baha, Jo gham o aalim kay hajoom mein sar e shaam gosha e aafiyat mein chupa diya gaya. Malik o mulk badshah aalamm bandoon ka wali, Aur parwardigar Ahmad e Mujtaba per salaam o rehmat bhejay. Ab kaisi zindagi, jo habib hi bichar gaya, Aur woh na raha jo zinat woh aik aalam tha. Kaash mout aati to hum sab ko aik saath aati, Aakhir hum sab iss zindagi mein bhi saath hi thay.
- AAMAL NAHIN KUCH BHI YEH HAAL HAMARA HAI
Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai Bas Aap Ki Rehmat Ka Sarkar Sahara Hai Dooba Hun Gunahon Main, Sarkar Karam Karna Rahmat Bhi Tumhari, Banda Bhi Tumhara Hai Ay Maut Zara Ruk Ja, Kiya Itni Bhi Jaldi Hai Aankhon Main Abhi Meri, Taiba Ka Nazara Hai Chahay Yeh Jahan Chootay, Chahay Yeh Jahan Roothay Tootay Na Shaha Tum Say, Rishta Jo Hamara Hai Tootay Na Meray Maula, Rishta Jo Hamara Hai Hai Passt Agar Qismat, Ghabra Na Amin Aasi Woh Jeet Gaya Mehshar, Duniya Main Jo Hara Hai Taufeeq Mujhay Di Hai, Duniya Main Jo Naatoun Ki Mehshar Main Bhi Keh Dena, Furqan Hamara Hai
- Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maang
Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maangDeta hei karam un ka sada maang aray maang Aa ja-ai ga ik roz bhi teba se bulawaa Har waqt madine ki dua maang aray maang Bhar ja-ai ga kashkol muradon se tera bhi Ban kar mere aqa ka gada maang aray maang Mayoos na ho ye mere lajpaal ka dar hei Hei kiss liye khamosh khharra maang aray maang Sarkar se sarkar ko maanguun ga niyaazi Sarkar ne jiss waqt kaha maang aray maang
- ALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR
Madine ki Azmath Madine ke jalwe Madine ke charche Madine ka manzar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Madine ki baatein Madine ki raatein Yahaan to rahte hain mere payambar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jo hai saare aalam ke Sarwar Isliye hai Taiba kitna munnawar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Kitna hai pyara pyara Madina Ise Rab ne kitna sawara Madine ki azmath ke mai sadqe jawaan Isme rahte hai mere payambar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Madine ka wo pyara manzar Waha ke phool aur wahaan ke kankar Wahaan ka farsh aur minar-e-anwar Aur waha ka Mihrab-o-Mimbar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Na koi zar hai Na koi par hai chala bhi jaata nahi hai mujh se Phir aa’un kaise tumhare Dar par ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Gumbade Khizra ke pyare nazare Wahaan ki galiyaan wahaan ke raste Wahaan ki diwarein wahaan ke jalwe Aur wo sunehra Rauda-e-Anwar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Madine jaakar sar ko jhuka kar Karunga arz mai ae mere Sarwar Maaf kardo ise Shafi-e-mahshar Yehi pe rakhlo mujh ko Apne Dar par ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Bulwalo AQA jaber ko Dar par Iski jaan jaae tumhare Dar par Qatema ho iska eman par Hotaun pe ho bas AllahuAkbar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
- یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے
یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے سُننے کی جو قوت مُجھے بخشی ہے خُدا وند پھر مسجدِ نبویﷺکی اذانیں بھی سُنا دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے حوروں کی نہ غلماں کی نہ جنت کی طلب ہے مدفن میرا سرکار کی بستی میں بنا دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے مُدت سے میں ان ہاتھوں سے کرتا ہوں دعائیں ان ہاتھوں میں اب جالی سُنہری وہ تھما دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے مُنہ حشر میں مُجھ کو نہ چھپانا پڑے یا رب مُجھ کو تیرے محبوب کی چادر میں چُھپا دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے عشرتؔ کو بھی اب خوشبوئے حسان عطا کر جو لفظ کہے ہیں اُنہیں تو نعت بنا دے آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے
- Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi KoiJaisay Meray Sarkaar Hain Waisa Nahi Koi Tumsa Tou Haseen Aankh Ne Dekha Nahi Koi Ye Shaan-e-Latafat Hai Ke Saaya Nahi Koi Ye Toor Say Kehti Hai Abhi Tak Shab-e-Mairaj Sarkaar Ka Jalwa Hai Tamaasha Nahi Koi Hota Hai Jaha Zikr Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)) Kay Karam Ka Uss Bazm Mein Mehroom Tamanna Nahi Koi Aizaaz Ye Haasil Hai Tou Haasil Hai Zamee Ko Aflaak Pe Tou Gumbad-e-Khizra Nahi Koi Sarkar Ki Rehmat Ne Magar Khoob Nawaza Ye Sach Hai Ke Khalid Sa Nikamma Nahi Koi
- کوئی منصور کوئی بن کے غزالی آئے
کوئی منصور کوئی بن کے غزالی آئے ان کے دربار سے ہو کر جو سوالی آئے ان کی رحمت کو تو یہ بات _ گوارا ہی نہیں انکی چوکھٹ پہ کوئی جائے _ تو خالی آئے۔ ہو میرے بس میں _ تو میں دل میں بسالوں اسکو چُوم کر جو _ میرے سرکار کی جالی آئے۔ ان کا جلوہ تو ہے موجود _ جہاں میں لیکن کوئی لے کر تو نظر _ دیکھنے والی آئ آنکھ کھولوں تو نظر گنبدِ خضرا پہ پڑے دِل میں جھانکوں تو نظر جلوہءِعالی آئے۔
- خلق کے سرور شافع محشر
بسم اللہ الرحمن الرحیمسبحان اللہ وبحمدہ سبحان اللہ العظیم الھم صلی علی محمد ﷺ وعلی آل محمد ﷺ نعت رسولﷺ خلق کے سرور شافع محشر صلی اللہ علیہ وسلم مرسل داور خاص پیمبر صلی اللہ علیہ وسلم نورمجسم، نیّر اعظم، سرور عالم، مونسِ آدم نوح کے ہمدم، خضر کے رہبر، صلی اللہ علیہ وسلم فخر جہاں ہیں، عرش مکاں ہیں، شاہ شہاں ہیں، سیف زباں ہیں سب پہ عیاں ہیں آپ کے جوہر، صلی اللہ علیہ وسلم قبلہء عالم، کعبہ اعظم، سب سے مقدم راز کے محرم جان مجسم، روح مصور، صلی اللہ علیہ وسلم دولتِ دنیا خاک برابر، ہاتھ کے خالی دل کے تونگر مالک کشور تخت نہ افسر، صلی اللہ علیہ وسلم رہبر موسیٰ، ہادیء عیسٰی ، تارک دنیا، مالک عقبٰی ہاتھ کا تکیہ، خاک کا بستر، صلی اللہ علیہ وسلم سروخراماں، چہرہ گلستاں، جبہ تاباں، مہر درخشاں سنبل پیچاں، زلف معنبر ، صلی اللہ علیہ وسلم مہر سے مملو ریشہ ریشہ، نعت امیر اپنا ہے پیشہ ورد ہمیشہ رہتا ہے لب پر ، صلی اللہ علیہ وسلم (امیر مینائی رحمتہ اللہ علیہ)
- میں ہونٹاں تے لے کے دروداں دے تحفے
میں ہونٹاں تے لے کے دروداں دے تحفے اے حسرت اے میری میں جاواں مدینے آقاﷺ میں تیریاں قدماں وچ بے کے دکھ سارے دل دے سناواں مدینے میں کیتے گناہ جیھڑے دنیا توں اُولے کسے وی ناں جانے او راز میرے ڈگدے نے اکھیوں ندامت دے اتھرو میں او راز کیویں لکاواں مدینے؟ میرے لیکھ چمکن جے منظوری ہوے میں روضے دی جالی نوں گل نال لاواں رب مینوں ایسا وی دن کوئی وکھاوے میں میلاد تیراﷺ مناواں مدینے اِکو تمنا اے کملے جئے دی میں ویکھاں مدینا تے رک جان سانواں آقاﷺ میں جنتاں دا لالچ نئیں کردا تمنا اے کفنی میں پاواں مدینے اِک دن تے اے جان جانی اے صادق تے فیر کیوں ناں آقاﷺ دے قدماں وچ نکلے رب شالا سن لے اے میریاں دعاواں میں زندگی دا پینڈا مکاواں مدینے ? صَلَّى ﷲُ علیہ واٰلِہٖ وَبَارِکْ وَسَلِّمْ ?